Islamic Naye Saal Ki Mubarak Baad Dena
ЁЯПБЁЯФ┤ЁЯПБЁЯФ┤ЁЯПБЁЯФ┤ЁЯПБЁЯФ┤ЁЯПБЁЯФ┤ *ЁЯеА Islamic Naye Saal Ki Mubarak Baad Dena ЁЯеА* ♦️Islamic Naya Saal Muharramul Haram Se Shuru'a Hota Hai Or Ye Mahina Sog W Gam Manane Ka Nahi Hai Balki Barkato Or Rahemato Ka Mahina Hai Or Islami Naye Saal Ki Mubarak Baad Dene Me Koi Harj Nahi Agar Koi Sunni Dusre Sunni Ko Mubarak Baad Deta Hai To Ma'azAllah Imame Husain Ki Shahdat Par Nahi Balki Naye Mahine Ke Aamad Ki Khushi Me Deta Hai ♥️ Naye Saal Ki Mubarak Baad Dene Wala Is Baat Par Khush Hota He Ki Allah Ne Hame Zindagi Ka Ek Or Saal Bhi Dikha Diya He Jisme Hame Tauba Or Nek Amal Kamane Ki Mazeed Mauqa Mayassar Aa Sakta He Is Liye Naye Saal Ki Mubarak Baad Dene Me Koi Harj Nahi Ek Musalman Par Dusre Musalman Ke Jo 6 Huquq He Unme Se Ek Ye He Ki Jab Use Khushi Pahunche To Use Mubarak Baad Den ЁЯПо Hazrat Abdullah Bin Hussham Radiallahu Allahu Anhu Ki Riwayat Jise Imam Tabrani Ne Al-awsat Me Darj Kiya Usme Vo Farmate Hai Naye Saal Ya Mahine Ki Aamad Pe Sahaba E Kiram Radiallahu Allahu Anhum Ek Dusre Ko Y...