MOHARRAM AUR YOUM E ASHOORA 01

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 ⓂOHARRAM AUR YAOM E ASHOORA 🥀*





*🅿art 01*

✴ *YAOM E ASHOORA KA TAYEEN*

💠 SHARAH BUKHARI IMAM AHMED BIN MUHAMMED QASTALANI رحمة الله عليه farmate hain k, lafz asoora alif madda k sath ahi aur iski tayeen me ikhtelaaf hai.

💠 Hazrat Hukm bin Aeraj se marwi hai, farmate hain k main Hazrat Ibne Abbas رضي الله عنهما k paas pahocha to unhone zam zam k paas apni chadar ka takiya laga takha tha maine arz kiya mujhe ASHOORA k roze k baarey me bataiye to AAP ﷺ ne farmaya jab tum MOHARRAM ka chand dekho to isko shumar karo aur 9 MOHARRAM ko roza rakho.

💠 Maine arz kiya, kya HAZRAT MUHAMMED MUSTAFA ﷺ isi tarah roze rakhte the, to unhone farmaya, haan.
📕 *(Mawahib Laduniyyah, Jild 3)*

🌀 Imam Naw’wi رحمة الله عليه farmate hain, ye Hazrat Ibne Abbas رضي الله عنهما ki taraf se wazahat hai k inke mazhab k mutabiq ASHOORA MUHARRAM ki nawi (9) tareekh hai aur wo iski taweel yuk arte hain k ye "اظمآ الابل" se makhooz hai (oont ka pyaasa hona).

🌀 Kyu k ahle arab pahochne k paanchwe din (sharah me teesra din likha hai) ko chaotha din kehte hain isi tarah baqi dino ko is nisbat se kehte hain pas 9wa din 10wa hogaya.
📕 *(Mawahib Laduniyyah, Jild 3)*





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हुज़ूर ﷺ ने इमाम हुसैन رضی اللہ عنہ पर किसको कुर्बान किया है*05

मुहर्रम उल हराम में ब्याह शादी करना कैसा है* 02

आशूरा के दिन नेक काम करना कैसा* 09