02

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 ⓂOHARRAM AUR YAOM E ASHOORA 🥀*




*🅿art 02*

Imam Zarqani رحمة الله عليه farmate hain wo log raat se tareekh ka andaza lagate hain pas jab do din oonto ko churaye phir teesra din ajaye to wo kehte hain chaothe din me agaya agarche 3 din chara ho.
*(Zarqani, Jild 8, Page 117)*

Lekin Ibne Muneer ne farmaya k inka qaol, jab 9wi tareekh ki subah ho to roza rakho, is baat ki khabar deta hai k unhone 10wa din puraad liya hai kyu k 9wi tareekh ko rozadaar hone k baad wo roze ki haalat me subah nahi kar sakta magar is surat me jab aane wali raat me niyyat karey aur ye 10wi raat hai.

Aur Jamhoor Ullama pehle aur pichle is baat ki taraf gaye hain k Ashoora Muharram ki 10wi tareekh hai aur ye baat farmane walo me Hazrat Sayeed Bin Museeb, Hazrat Hassan Busiri, Imam Malik, Imam Ahmed, Hazrat Ishaq, Hazrat Khalayeq رحمهم الله hain.

Ye maslak zahir hadees se sabit hai aur lafz ka miqtezaad bhi yahi hai, isko "اظماء" se makhooz karna ba’eed hai.
*(Mawahib Laduniyyah, Jild 3)*





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हुज़ूर ﷺ ने इमाम हुसैन رضی اللہ عنہ पर किसको कुर्बान किया है*05

मुहर्रम उल हराम में ब्याह शादी करना कैसा है* 02

आशूरा के दिन नेक काम करना कैसा* 09