MOHARRAM AUR YOUM E ASHOORA 14

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 ⓂOHARRAM AUR YAOM E ASHOORA 🥀*





*🅿art 14 (LAST PART)*

🚏 RASOOL ALLAH ﷺ ka irshad hai k YAOM E ASHOORA 10 MUHARRAM se ek din qabal aur ek din baad ka roza rakhliya karo aur yahood ki mukhalifat karo kyu k yahood k nazdeek sirf 10 MUHARRAM ka roza hai.

🌀 Aur yaad rkahey Hazrat Imam Hussain رضي الله عنه k sath is roz jo kuch waqe hua wo is din ki azmat, rafa'at, ALLAH k nazdeek iska darja aur ahle baith k darjaat se is din ka talluq is din ki rafaat o azmat ki waazeh shahadat hai AAPKI is musibat ko yaad karkey jo aadmi انا لله وانا اليه راجعون padhe.

🌀 Aur iske alawa kuch jazz fazz k kalmaat mu se na nikale taake RASOOL ﷺ k tariqe ki ata'at ho isey indallah wo sawaab mile jo ALLAH ne yu waada farmaya hai,

☘ *أُولَٰئِكَ عَلَيْهِمْ صَلَوَاتٌ مِّن رَّبِّهِمْ وَرَحْمَةٌ ۖ وَأُولَٰئِكَ هُمُ الْمُهْتَدُونَ*

📖 *Tarjuma:*
🍀 *Wahi hain jinper inke rab ki taraf se durood aur rehmat hai aur wahi hain hidayat paalene waley.*
📗 *(Sureh Al Baqara, Ayat 157)*

💠 Aur jo shia logo ne khurafaat apnayi huyi hain, been kar kar k maatam karna sog manana issey bache ye ahle imaan k tareeq nahi hain.

💠 Agar ye munasib hota to Hazrat Imam e Hussain رضي الله عنه k nana jaan HUZOOR E AKRAM, NOOR E MUJASSAM ﷺ k wisaal per aesa karna laazim hota wo zyada haqdaar hote bas ALLAH kaafi o madadgaar o kaarsaaz hai.

📚 *Reference*
📕 *(Mukashifatul Quloob)*





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हुज़ूर ﷺ ने इमाम हुसैन رضی اللہ عنہ पर किसको कुर्बान किया है*05

मुहर्रम उल हराम में ब्याह शादी करना कैसा है* 02

आशूरा के दिन नेक काम करना कैसा* 09