02

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






🥀 *TAZIYADAARI KA SHARAYI HUKUM*
*ℹMAM AHMED RAZA KHAN 🥀*





*🅿art 02 ©*

🎊🎊🕌🕌🎊🎊🕌🕌🎊🎊

🌟 *ALLAMA MUHADDIS SAYYAD MUHAMMAD TAAHIR* qudas surah ki tasreeh mein aapne *ALLAMA MAMDOOH* ki raaye par muwafiqat farmayi, aakhir kitaab mutaab *“MAJMUA BAHAAR AL NOOR”* mein farmate hain

☀ Maah e Mubarak *RABI UL AWWAL* khushi o shaadmaani ka mahina hai aur *SAR CHASHMA E ANWAAR E REHMAT ﷺ* ka zamana zahoor hai.

☀ Hamey hukum hai k har saal isme khushi zaahir kare to hum usey wafaat k naam se mukdar na karenge k ye tajdeed maatam k mushaaba hai aur beshak ullama ne tasreeh ki k har saal jo *SAYYADNA IMAM E HUSSAIN رضي الله عنه* ka maatam kiya jaata hai sharan makrooh hai aur khaas islami shehro mein uski kuch buniyaad nahi.

✨ Aoliya e kiraam ki urso mein maatam se aetraaz karte hain to *HUZOOR PUR NOOR SAYYAD UL ASFIYA ﷺ* k maamle mein isey kyu pasand kar sakte hain…???

🔀 *Jaari...*





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हुज़ूर ﷺ ने इमाम हुसैन رضی اللہ عنہ पर किसको कुर्बान किया है*05

मुहर्रम उल हराम में ब्याह शादी करना कैसा है* 02

आशूरा के दिन नेक काम करना कैसा* 09