ASHURA KE DIN KHICHDA PAKANA KAISA HAI 50

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*

*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*

*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*


*👉 post 50 ✔️* 


*📝SAWAL-:*
*📇 Aashura Ke Din Khichda Pakaana Kaisa Hai*


*✍️ JAWAB;*
*📇 Aashura Ke Din Khichda Pakaana Farz Ya Wajib Nahi Hai Lekin Uske Haraam-O-Na Jaiz Hone Ki Bhi Koi Daleel Sharayi Nahi Hai Balkeh Ek Riwayat Me Hai Ke Khaas Aashura Ke Din Khichda Pakaana Hazrat-E-Nooh علیہ اسلام Ki Sunnat Hai Chunaancheh Manqool Hai Ke Jab Tufaan Se Nijaat Paakar Hazrat Nooh علیہ اسلام Ki Kashti Joodi Pahaad Par Ruki To Aashura Ka Din Tha Aapne Kashti Me Se Tamaam Anajo'n Ko Baahar Nikaala (1)Toufool (Badi Matar.) (2) Gehoo'n (3) Jou (4) Masoor (5) Chana (6) Chaawal (7) Piyaaz Saat Qism Ke Galle Moujood The.Aapne Un Saato'n Anajo'n Ko Ek Hi Haandi Me Mila kar Pakaaya Chunaancheh Allama Shahabuddin Qalyoobi Ne Farmaya Ke Misr Me Jo Khana Aashura Ke Din "Tabikh-ul-Huyoob" (Khichda) Ke Naam Se Pakaaya Jata Hai Uski Asal Daleel Yahi Hazrat Nooh علیہ السلام Ka Amal Hai (Al Qalyoobi)*
 
📚 *(Jannati Zewar Page:- 133)*


*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* 
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*

*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*

*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*

*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*

*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*

*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*

*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*


🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फकीर रज़वी कादरी हनफी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हुज़ूर ﷺ ने इमाम हुसैन رضی اللہ عنہ पर किसको कुर्बान किया है*05

मुहर्रम उल हराम में ब्याह शादी करना कैसा है* 02

आशूरा के दिन नेक काम करना कैसा* 09