MUHARRAM KE MANN GHADAT RASUMAAT

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 MUHARRAM KE MANN GHADAT RASUMAAT 🥀*




🔏Sawal:- Kya Farmate Hain Ulama E Deen Wa Khalifa E Mursaleen Masail E Zail Me.?

1) Baaz Sunnat Jama’at Ashra 10 Muharram Ul Haraam Ko Na To Din Bhar Roti Pakaate Hain Aur Na Jhadu Dete Hain Kehte Hain Ke Baad Dafan Taziya Roti Pakai Jayegi...

2) In 10 Din Me Kapde Nahi Utaarte Hain...

3) Maah E Muharram Me Biyah Shadi Nahi Karte Hain...

4) In Ayyam Me Siwaye Imam Hasaan Wa Hussain(رضی الله عنہ) Ke Kisi Ki Niyaaz O Fatiha Nahi Dilate Hain...

Aaya Ye Jayez Hai Ya Nahi.?

📝Al Jawab:- Pehli Teeno Baate’n Sog Hain Aur Sog Haraam Hai...

Aur Chauthi Baat Jahalat Hai Har Maheena Aur Har Tareekh Me Har Wali Ki Niyaaz Aur Har Musalman Ki Fatiha Ho Sakti Hai...
*Wallaho Ta’ala Aalam*

*📚 Fatawa Razviya/Jild:-24/Page:-489*




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हुज़ूर ﷺ ने इमाम हुसैन رضی اللہ عنہ पर किसको कुर्बान किया है*05

मुहर्रम उल हराम में ब्याह शादी करना कैसा है* 02

आशूरा के दिन नेक काम करना कैसा* 09