SHARBAT PILANE KA SABOOT

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Sharbat Pilane Ka Saboot 🥀*



✏️Kuch log Sharbat pilane Ko Biddat kahte Astaghfirullah, dalil mangte hai.

1. Pahli baat Toh ap sabko ye batadu Ke agar kisi Chiz ki dalil Qurano Hadees me na bhi ho toh wo najaiz nahi hojati.

2. Dusri Chiz koi bhi chiz Najaiz tab hoti jab Uski Asl yaani (Base) Quran o Hadees Ya Sahaba Ke Tareeqe se sabit na ho or Agar wo chiz Shariyat se takrati ho sunnat ke khilaf ho tab wo chiz Biddat hogi.

3. Sharbat ka base yaani asl toh Hadees se sabit hai , yaani Sharbat Hum Kis Niyyat se pilate hai , pyasau ko ? Sawab ki niyyat se hi na ? Ab chaliye ek Sahih Hadees se hum batade ke Kisi Pyase ko Paani pilane ka sawab kya hai.

Paani Pilane Ka Sawab.

Hazrat Abu Huraira(Razi Allaho Anho)
Kehte Hain Ke, Hazrat Mohammed
Mustafa (Sallallahu Alaih Wasallam) Ne
Irshad Farmaya, “Ek Kutta(Dog) Kuve(well) Ke Aas-Paas
Ghum Raha Tha Aur Piyas Ki Vajah Se
Marne Ke Kareeb Tha Ke, Bani-Israiel Ki
Ek Zaniya Aurat(Zinakar) Ne Iss Ko Dekh
Kar Apna Juta(shoe) Utaar Kar Kuve Se
Paani Khich Kar Uss Ko Pila Diya,
Allah Ta’ala Ne Isi Vajah Se Iss Aurat Ki
Magfirat Kardi. -:
📚 (Sahih Muslim Book 026, Hadith-557)

Jab ek kutte Ko paani pilane se Zaniyah aurat ki Maghfirat hosakti hai ? Toh Hum toh Sharbat pilate hai Jisme Milk dry fruits hote hai yaani or zyada Sawab ki chize in sabko milakar Banakar Har Insan ko pilaya jaye toh ye kaise najaiz biddat hoga ? Sonchne ki baat hain.

Or ek Bukhari ki Hadees bhi toh Eisalesawab Par Huzur Ne khudh kaha Sahabi se Apni Maa ke Esaleawab ke Liye Paani ka Kuaan (well) khudhwao.

Yaqeenan Ye Wahabi yazeed ki hi aulad hai kyunki Yazeed ne hi Imam Hussain par paani band kiya tha or aaj Ye Sharbat band kar rahe hain.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हुज़ूर ﷺ ने इमाम हुसैन رضی اللہ عنہ पर किसको कुर्बान किया है*05

मुहर्रम उल हराम में ब्याह शादी करना कैसा है* 02

आशूरा के दिन नेक काम करना कैसा* 09