TAZIYADAARI KE NAJAIZ O HARAAM HONE PAR KACHOCHA KA FATWA

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 Taaziyadari Ke NAJAIZ O HARAAM HONE Par Kachocha Muqaddasa Ka Ahem Fatwa 🥀*





Gaaziye Millat Shezaadaye Muhaddisse Aazam Hazrat Sayed Haashmi Miyan Ashrafi Kachocha shareef apni kitaab Rusoomaate Muharram jo 1967 me aapne tehreer farmaaya likhte hain ke taaziyadari *NAJAIZ O HARAAM HAI* (Rusoomate Muharram Page 13,14,15)
Is kitaab ki tasdeeq khud Shaukhul Islam Hazrat Madni miyan sahab qibla ne farmaayi.
Ab agar aaj ki tareekh mein log taaziye k sath hazar tasweerein whatsapp aur social media par bhejein ke falan jagah taziya hota hai ya nikala jaata hai to dunya bhar mein hazar jagah bid"at hoti hai. Unke is fel k karne se uska jaiz hona sabit nahi hoga...





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हुज़ूर ﷺ ने इमाम हुसैन رضی اللہ عنہ पर किसको कुर्बान किया है*05

मुहर्रम उल हराम में ब्याह शादी करना कैसा है* 02

आशूरा के दिन नेक काम करना कैसा* 09