WAHABIYON KE NAZDEEK YAZEED SE SARKAR IMAM E HUSAIN RadiALLAHu ANHO KA MUQABLA HUKOOMAT AUR RIYAASAT KE LIYE THA

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 WAHABIYO KE NAZDEEK YAZEED SE SARKAR IMAM-E-HUSAIN RADI ALLAHO ANHO KA MUQABALA HUKOOMAT AUR RIYAASAT KE LIYE THA 🥀*



🚦Wahabiyo ke Mash"hoor Molvi Abu-n-Nayeem Muhammad Abdul-Azeem Hyderabadi ka Ek Mazmoon Imam-ul-Wahabiya Sanaullah Amritsari ne apne Akhbaar Ahle-Hadees Amritsar, mey Shaai kiya he. 

🚦Jisme Aelaaniya taur par Kharijiyyat ka parchaar aur Yazeediyyat Ka Izhaar in Alfaaz Kiya he--

*🚦"Hazrat Imam e Hussain Aur Yazeed ka Muqabala Ye Jumla Muqable Hukumat o Riyasat ki Garaz se huwe."*

*📑(Ahle-Hadees Amritsar,Safha-14, 24 September & 1 October 1909)*

🚦Abu Yazeed Muhammad Deen Butt Sarkar E Imam e Aali Maqaam, 

🚦Shehzada e Gulgo Quba,Raakib-e-Doshe Mustafa Sayyiduna Imam Hussain RadiyAllahu anho ki shan-e-Aqadas mey Gustakhiya aur Be-baakiya karte huwe 'Khilafat Rashid bin Rashid' mey Likha he..

*🚦" Sayyiduna Hussain Hukumat ko Bach-cho ka khel samajhte huwe kisi ki kuch Parwaah na karte the.*

*🚦Aur Buzurgo ke Samjhaane ke Ba-wajood bhi Ba'az Awqaat jo dil mey Aata kar Guzarte the.*

*📓(Khilafat Rasheed bin Rasheed,Safha-204)*

*AZAMAT-E-HUSSAIN KA INKAAR.....*

🚦"Hazrat e Hussain to Aan-Hazrat SallAllahu Alaihe wa Sallam ke Safar-e-Uqba ke Waqt 5 Saal ke Maasoom bach-che tha. 

🚦Un ko Jaleel-ul-Qadr Sahaabi kehna Muhiz Galat he.

📓(Khilafat Rashid bin Rashid,Safha-154)

🚦Tauba Tauba Tauba
Sharm karo Wahabiyo

Note :- 

*"Rashid bin Rashid" Deobandi aur Gair-Muqallid Wahabi Molviyo ki Musaddiqa Kitab he kyunke uske Peeche In Firqo ke Molviyo ke Taqaareez maujud he...*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हुज़ूर ﷺ ने इमाम हुसैन رضی اللہ عنہ पर किसको कुर्बान किया है*05

मुहर्रम उल हराम में ब्याह शादी करना कैसा है* 02

आशूरा के दिन नेक काम करना कैसा* 09