Tajiya Daari Ulamye Ahlesunnat
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 Tajiya Daari Ulamye Ahlesunnat 🥀*
✏️ Kuch Log Samjhten Hain Taziya Daari Sunniyon Ka kaam hai Isase rokana mana karna Wahabiyon ka hai. Hala ki Jab Se Ye Gair Shariy Tazeydaari Raiz huaa hai Kisi bhi Jimedaar sunni aalim Achha Nahi kaha hai
Hindustan me Wahbiyat se pahle ke ulama Wa Buzorg Hazrat Abdul aziz muhdees delhwi Rahmtullah Likhten hain
تعز يے داری درعشرہ محرم وساختن ضرائح صورت درست نيست
Yani Ashrah Muharram me Jo Taziya daari hoti hai Gumbad noma Taziye Or tasveer Banai jaati hai ye sab najaiz Hai.....
📚 (Fatawa Aziziya J-1, s- 75)
Aala hazrat jo imame Ahlesunnat hain Jinka fatwa Arbo Azam Me Maana jaata raha hai wa farmatem hain....
Ab ki Tazeydaari Is tarika Na marziya Ka nam hi Kataan bidaat wa Naziz o Haram hai..
📚 (Fatawa Razviya j-24,s-513)
Kuch log kahten hai taziya daari zaij hai ghumaana jaiz hai Aala Hzrat iska radd farmatem hain.......... Magr Is nakal me Bhi ahle Bidaat se ek Mshabhat Or Taziya Daari Tuhmat ka khad sha or Ainda apni awlad Wa Ahla Atkaad ke liye Ibtalaye bidaat ka andesa hai. Lehaza ruja aqdas Huzoor syyadul shuhda Ayesi tasveer bhi na banyen 📚(fatwa razviya j-24,s-513)
Jo log kahten hain Ki Taziya Bana sunniyon ka kaam hai Wa aala hazrat ke Kitabon ka mutaala karen pachason Jagha inki kitabun me Taziya daari ko Nazi o haram wa Gunah likha hai. Bal ki puri ek rishala iske baare me hai Tasnif farmaya hai. jiska naam hai
اعالى الافادة فى تعزيه الهندو بيان شهادة
Huzoor Muftiye aazam Hind Irshad Farmaten hain......... Taziya daari haram hai
📚(Fatwa Mustafiya S-534)
Mufti Amjad Ali aazmi alhe rahma farmaten hain ..... Taziya daari Or iske saat jagh jagh Jo khilafe sharah Harkaat wa bidaat raiz hai Inka zikar kr ke likha hai "Ye sab mahz Khurafat Hai in sab se se Imaame hassan Radiallah taala anh khush nahi hai"...... Chand satar aage likhten hain " ye waqeya tumhare liye nashihat Tha tumne Isko khel tamasa bana liya
📚( Bahreshriyat hissa 16 s-248)
Hazrate mulana gulam sayydi farmaten hain---- Apni sine or chehre par Tamnche lagana, Baal Nuchna Kapdhe phadhna, haye haye karna, chikhna chillana wa tamam kaam Karna Jo siyon ke yaham maatam husyin ke naam pe kiya jaata hai ye sab kaam haram hai……
📚(Sharah shahi Muslim, jild 1, s- 495)
Tajiya daari Haram hune Par sunni ulama ka etfaq hai- Ye sab ke hute huye ye kahna ki tajiya daari se rokana wahbiyom ka kaam hai. Jahalat nadani or na wakif hai. Kuch log Baz bujurgane deen or awliya karam ke name gunah kar parupe genda karten hain ki fala buzurg ne Tajiya banya fala ne kandha diya fala ne tajiye ka istak baal kiya dekh kar khada ho gaye Ye sab gadhi hui kahaniya hai Awam ko wargalana Or bahkane ke liye gadh rakha hai Kisi bhi mustanad Ulama ki likhi hui kisi kitab me Ayesi koi wakeya nahi Dar asal Tajiya dari ko jaiz kahne walon ko quraan hadees ya aimaa ekram ki kitabon se nahi milta to gadh gadh kar hikayat banaten hain bana karten hain
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें