Tibrayi Rafziyon Ka Radd

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Tibrayi Rafziyon Ka Radd 🥀*



*❣️Post 02* 

Tahqeeq Muqaam Wa Tafsil Maramar Yeh Hai Ke Rafzi Tibrayi Jo Hazraat Shaikhain Siddiq E Akbar Wa Farooq E Aazam Radiallahu Ta'ala Anhuma Khawab Unme Se Ek Ki Shaan Pak Me Gustakhi Kare Agar Che Sirf Is Qadr Ke Unhe Imaam Wa Khalifa Bar Haq Na Mane. Kutub Mautmada Fiqah Hanfi Ki Tasrihaat Aur Aama Aima Tarjeeh Wa Fatawa Ki Tashihat Par Mutlqan Kafir Hai. Daur E Mukhtar Matbuah Mutbah Hashmi Safah 64 Me Hai :

Agar Zarooriyat E Deen Se Kisi Chiz Ka Munkir Ho To Kafir Hai Maslan Yeh Kahna Ke ALLAH Ta'ala Ajsaam Ke Mannad Jism Hai Ya Siddiq E Akbar Radiallahu Ta'ala Anho Ki Sahabiyat Ka Munkir Hona.

Tahtawi Hashiyah Dar Matbuah Misr Jild 1 Safah 244 Me Hai : (Aur Aise Hi Aapki Khilafat Ka Inkar Karna Bhi Kufr Hai. Fatawa Khulasa Qami Kitaab Al Salat Fasal 15 Aur Khazantul Muftin Qalmi Kitaab Al Salat Fasal Fi Man Yasah Ul Iqtdahbah Wa Man La Yasah Me Hai :

Rafzi Agar Maula Ali Karamullah Ta'ala Wajh Ko Jab Sahaba E Kiram Radiallahu Ta'ala Anhum Se Afzal Jane To Biddati Gumrah Hai Aur Agar Khilafat E Siddiq E Akbar Radiallahu Ta'ala Anho Ka Munkir Ho To Kafir Hai.

*📚 Fatawa E Razwiyah Jild 15 Safah 251*

*Next Post❓......*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/ERGah4bKksUIHdlxfhJuBz

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हुज़ूर ﷺ ने इमाम हुसैन رضی اللہ عنہ पर किसको कुर्बान किया है*05

मुहर्रम उल हराम में ब्याह शादी करना कैसा है* 02

आशूरा के दिन नेक काम करना कैसा* 09