Tibrayi Rafziyon Ka Radd

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Tibrayi Rafziyon Ka Radd 🥀*



*❣️Post 03* 

📝 Fatah Ul Qadir Sharah Hidaya Matbuah Misr Jild 1 Safah 248 Aur Hashiya Tabeen Ul Ahmad Shalbi Matbuah Misr Jild 1 Safah 135 Me Hai :

Rafziyon Me Jo Shakhs Maula Ali Ko Khulfa E Salsa Radiallahu Ta'ala Anhum Se Afzal Kahe Gumrah Hai Aur Siddiq E Akbar Ya Farooq Radiallahu Ta'ala Anha Ki Khilafat Ka Inkar Karne Wala To Kafir Hai.

Waziz Imaam Kurdari Mutbuah Misr Jild 3 Safah 318 Me Hai :

Khilaafat E Abubakar Radiallahu Ta'ala Anho Ka Munkar Kufar Kufr Hai, Yahi Sahi Hai, Aur Khilafat E Umar Farooq Radiallahu Ta'ala Anho Ka Munkir Bhi Kafir Hai, Yahi Sahi Tar Hai,

Tabyin Al Haqaid Sarah Kanzul Daqaiq Matbuah Misr Jild Safah 134 Me Hai :

Imaa Marginani Ne Farmaya Bad Mazhab Biddati Ke Pichhe Namaz Ada Ho Jayegi Aur Rafzi, Jahmi, Qaduri,Tashbhi Ke Pichhe Ho Hi Nahi, Aur Uska Hasil Yeh Hai Ke Agar Us Bad Mazhabi Ke Bayis Wo Kafir Na Ho To Namaz Us Ke Pichhe Karahat Ke Sath Ho Jayegi Warna Nahi.

Fatawa Alamgiri Matbuah Msr Jild Awal Safah 84 Me Is Ibaarat Ke Bad Hai :

Aisa Hi Tabayin Ul Haqaiq Wa Khulasa Me Hai Aur Yahi Sahi Hai Aisa Hi Badayih Me Hai.
Rafzi Tibrayi Jo Hazraat Shaikhain Radiallahu Ta'ala Anhuma Ko Mazallah Bura Kahe Kafir Hai, Aur Agar Maula Ali Karamullah Wz Ul Karim Ko Siddiq E Akbar Aur Umar Farooq Radiallahu Ta'ala Anho Se Afzal Bataye To Kafir Na Hoga Magar Gumrah Hai.

📚 Fatawa E Razwiyah Jild 14 Safah 252

*Next Post❓......*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/ERGah4bKksUIHdlxfhJuBz

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हुज़ूर ﷺ ने इमाम हुसैन رضی اللہ عنہ पर किसको कुर्बान किया है*05

मुहर्रम उल हराम में ब्याह शादी करना कैसा है* 02

आशूरा के दिन नेक काम करना कैसा* 09