YAZEED PALEED KI HAQIQAT

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 YAZEED PALEED KI HAQIQAT 🥀*



*👉 POST 07*

*⚠️ YAZEED PALEED SAHABA KI NAZAR ME GUMRAH THA*

*YAZEED Bin Muawiyya SALAF KI Adalat Me:*

*1. Hazrat Abdullah Bin Zubair (RAD.) Ko Jab YAZEED Ki MAUT Ki Khabar Pahunchi Toh Hazrat Abdullah Bin Zubair (Rdh.) Ne Farmaya: Aye Kambhakhton, Kyun Ladd Rahe Ho Tumhara “GUMRAH SARDAR” Marr Gaya Hai.*

📚 Taarikh Ibn Khaldoon (Urdu), Jild: 2, Safah: 551, Baab: Khilafat Muawiyya Wa Ale Marwan, Tiba’a: Nafees Academy Urdu Bazar, Karachi

*AFSOS UN BADNASEEB PR JO IMAAM E AALIM MAQAAM NAWASA E RASOOL JANNATIO KE SARDAAR KO CHOD KR EK GUMRAH BEDEEN QATIL E AHLE BAIT KI MUHABBAT KI MUHABBAT ME GARQ H*

*ABHI BHI WAQT H YAZEEDIYAT SE TAUBA KRKE HUSSAINI BANJAO*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/CoTrYIar9XdB3OW6o2jeiX

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हुज़ूर ﷺ ने इमाम हुसैन رضی اللہ عنہ पर किसको कुर्बान किया है*05

मुहर्रम उल हराम में ब्याह शादी करना कैसा है* 02

आशूरा के दिन नेक काम करना कैसा* 09